shiksha

 

1. Logon Ko Chahiye Ki Is Jagat Men Manushyata Dharan Kar Uttam Shiksha, Achchha Swabhav, Dharm, Yogyabhyas Aur Vigyan Ka Samyak Grahan Karke Sukh Ka Prayatn Karen, Yahi Jiwan Ki Saphalata Hai.

2. Jo Kala Aatma Ko Aatmadarshan Karane Ki Shiksha Nahi Deti Wah Kala Nahi Hai.- mahatma gandhi

3. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakata Hai Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kahi Nahi Milati.

4. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pada Sakata Hai Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kanhi Nahi Milati.

5. Kitaben Aisi Shikshak Hain Jo Bina Kasht Diye, Bina Aalochan Kiye Aur Bina Pariksha Liye Hamen Shiksha Deti Hain.

6. Charitrahin Shiksha, Manavata Vihin Vigyan Aur Naitikta Vihin Vyapar Khatarnak Hote Hain.

7. Sara Hindustani Gulami Men Ghira Hua Nahi. Jihone Pashchmi Shiksha Paee Hai Aur Jo Uske Paash Men Phans Gaye Hain, Ve Hi Gulamen Ghire Hye Hain. - mahatma gandhi

8. Jo Kala Aatma Ko Aatmdarashan Ki Shiksha Nahi Deti, Wah Kala Nahi. - mahatma gandhi

9. Kasht Aur Vipatti Manushy Ko Shiksha Dene Vale Shresth Gun Hain, Jo Sahas Ks Sath Unka Saamana Karte Hain, Ve Vijayee Hote Hain.

10. Svadeshi Udyog, Shiksha, Chikitsa, Gyan, Khanpan, Bhasha, Veshbhusha Evam Svabhiman Ke Bina Vishv Ka Koi Bhi Desh Mahan Nahi Ban Sakta. – swami ram dev

11. Meri Sari Shiksha Do Shabdo Ki Hain Prem Aur Dhyan.


shiksha is success key

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें